Teri Yaadein Kaanch K Tukray
Teri Yaadein Kaanch K Tukray Mera Ishq Nangay Paun...
Teri Yaadein Kaanch K Tukray Mera Ishq Nangay Paun...
Hum Ne Kab Ki Hai Tere Ishq Ki Shiddat Me Kami Hijr Bhi Sub Se Bara Hum Ne Chuna Hai Tera...
Ishq Karna Hai To Phir Chak-E-Girebaan Kar Le Hosh Walon Se Kaha Raqs-E-Junoo Hota Hai...
Ye Kheil Humne Faqat Harne Ko Khela Hai Teri Anaa K Liye Hum Tujhe Jita Dengy...
Sans Lene Se Sans Dena Tak Jitne Lamhe Hain Sab Tumhare Hain...
Tum Jo Choo Lo To Dard Ghatt Jaye Ao Mere Tabeeb Ho Jao...
Ishq Hara Hai To Dil Thaam K Baithey Kiun Ho Tum To Har Bat Pe Kehtey They Koi Bat Nahi...
Lash Parwany Ki Samne Se Hata De Koi Shamma Masoom Hai Badnam Hui Jati Hai...
Anjaam Ki Parwah Hai To Rabte Chor Do Hum Se Humare Khoon Me Zid Hai Or Zid Me Jaan Bhi Jati Hai...
Muaf Bhi Wo Kare Jo Saza Deta Hai Bandon Ko Ye Haq Kaha Khuda Deta Hai...
Nahi Ishq Ka Dard Lazzat Se Khali Jisy Zok Hai Wo Maza Janta Hai...
Mohabbat Izat Hai Kherat Nahi Naseeb Se Milti Hai Oqat Se Nahi...
Ishq Me Kaisa Firka Saeen Ishq Me Bas Yar Yar Saeen...
Wo Meri Rooh Ki Chadar Me A Kar Chup Gya Aese K Rooh Nikle To Wo Nikle Jo Wo Nikle To Rooh Nikle...
Kya Khaak Tarakki Ki Aj Ki Duniya Ne Mareez-E-Ishq To Aj Bhi La-Ilaaj Bethe Hain...
Main Janta To Hun Magar Phir Bhi Chahta Hun Tu Aaina Dekh Kar Bata Meri Pasand Kesi Hai...
Shararat Le K Ankhon Me Wo Uska Dekhna Toba Main Nazron Par Jami Nazrein Hatana Bhool Jata Hun...
Wo Jo Samajhte The Tamasha Hoga Maine Chup Reh K Palat Di Bazi...
Itni Man'maniya Achi Nahi Hoti Tum Sirf Apne Nahi Mere Bhi Ho...