Bewafa Tum The Waqt Tha Ya Muqaddar Mera
Bewafa Tum The, Waqt Tha Ya Muqaddar Mera Bat Itni Si Hai K Nateeja Judai Nikla... Submitted By: Mushayyada
Bewafa Tum The, Waqt Tha Ya Muqaddar Mera Bat Itni Si Hai K Nateeja Judai Nikla... Submitted By: Mushayyada
Ranj-E-Firaq-E-Yar Main Ruswa Nahi Hua Itna Main Chup Hua K Tamasha Nahi Hua...
Aye To Yoon K Jaise Hamesha The Meharban Bhooly To Yoon K Goya Kabhi Ashna Na The...
Tum Mujhe Bhool Bhi Jao To Ye Haq Hai Tumhara Meri Bat Or Hai Maine To Mohabbat Ki Hai...
Rat Baqi Thi Jab Wo Bichra Tha Umer Guzri Hai Rat Baqi Hai...!
Jo Na Karna Tha Wo Gunah Kiye Ja Raha Hun Tere Bin Duniya Me Tanha Jiye Ja Raha Hun... Submitted By: Rameez Raja
Agar Kabhi Nend Aa Jaye To So Bhi Lia Kar Sagar Raaton Ko Jagne Se Bichre Lauta Nahi Karte...