Teri Yaadein Kaanch K Tukray
Teri Yaadein Kaanch K Tukray Mera Ishq Nangay Paun...
Teri Yaadein Kaanch K Tukray Mera Ishq Nangay Paun...
Safar Main Kese Mohabbat Se Sath Rehte Hain Sabaq Ye Mene Parindon Ki Daar Se Seekha...
Hum Ne Kab Ki Hai Tere Ishq Ki Shiddat Me Kami Hijr Bhi Sub Se Bara Hum Ne Chuna Hai Tera...
Kam Itna Sa Mukammal Nahi Hone Pata Wo Kabhi Aankh Se Ojhal Nahi Hone Pata...
Yahan K Log Apne Khawab Apne Dil Main Rakhte Hain Tumhare Sheher Ki Ye Adaa Achi Lagi Hum Ko... Blogger: Waqas Ali
Dard Seeny Me Dafan Karne Hain Chaak Honton Ka Si Lia Jaye Har Kisi Se Faraib Khaye Hain Kis Se Kis Ka Gila Kiya Jaye... Submitted By: Rashi...
Agar Hai Mout Me Kuch Lutf To Bus Itna Hai K Us K Bad KHUDA Ka Suragh Paenge Hum...
Raah Dekha Karega Sadiyon Tak Chor Jaenge Ye Jahan Tanha...
Anjaam Ki Parwah Hai To Rabte Chor Do Hum Se Humare Khoon Me Zid Hai Or Zid Me Jaan Bhi Jati Hai...
Mujh Ko Manzoor Hai Galiyon Me Tamasha Hona Shart Ye Hai K Galiyan Mere Dildaar Ki Hon... Submitted By: Sheri Ahmed
Ajeeb Halka-E-Ahbab Hai Muqaddar Me Mohsin Qadam Qadam Pe Mera Maan Toot Jata Hai...
Wo Jo Samajhte The Tamasha Hoga Maine Chup Reh K Palat Di Bazi...
Utha Kar Phool Ki Patti Nazakat Se Masal Dali Ishary Se Kaha Hum Dil Ka Aesa Hal Karte Hain...
Chhura Kar Hath Narmi Se Yehi Kehti Hai Rozana Abhi Tak Ghair-Mehram Hun Tumhari Kuch Nahi Lagti...
Cheenk Ai Mout Ne Yaad Kia Mujh Ko Phir Tera Gumaan Guzra... Submitted By: Paaris Sohail
Jab Tere Dard Main Dil Dukhta Tha Hum Tere Haq Main Dua Karte The...
Wo Kar Nahi Rha Tha Meri Bat Ka Yaqeen Phir Yoon Huwa K Marr K Dikhana Pra Mujhe...
Sulag Uthe Hain Kinaron Pe Sang Raizy Bhi Gira Hai Toot K Pani Main Hosla Kis Ka...
Agar Kabhi Nend Aa Jaye To So Bhi Lia Kar Sagar Raaton Ko Jagne Se Bichre Lauta Nahi Karte...