Chalti Hi Ja Rahi Hai Ye Umar-E-Rawaan Ki Rail
Chalti Hi Ja Rahi Hai Ye Umar-E-Rawaan Ki Rail Hum Ko Yahin Utarna Hai Zanjeer Kheenchiye...
Chalti Hi Ja Rahi Hai Ye Umar-E-Rawaan Ki Rail Hum Ko Yahin Utarna Hai Zanjeer Kheenchiye...
Safar Main Kese Mohabbat Se Sath Rehte Hain Sabaq Ye Mene Parindon Ki Daar Se Seekha...
Wo Nigahen Faqat Nigahen Nahi Un Main Hayaat Hai Sahab...
Wo Jo Guzre The Tere Sath Kabhi Wohi Lamhe Meri Hayat Hain...
Sans Lene Se Sans Dena Tak Jitne Lamhe Hain Sab Tumhare Hain...
Ye Jo Zindagi Ki Kitab Hai Ye Kitab Bhi Kya Kitab Hai Kahin Ek Haseen Khawab Hai Kahin Jaan-Leva Azab Hai Kabhi Kho Lia, Kabhi Paa Lia Kabhi...
Zindagi Jiska Bara Nam Suna Hai Humne Ek Kamzor C Hichki K Siwa Kuch Bhi Nahi...
Usne Kaha Wo Subha Se Toba Karega Wo Soya To Phir Uski Subha He Na Hui...
Kaise Keh Doon K Thak Gya Hun Main Jane Kis Kis Ka Hosla Hun Main...
Marna To Is Jahan Me Koi Hadsa Nahi Is Dor-E-Nagwar Me Jeena Kamal Hai...
Mene Wo Mor Dia Hai Zindagi Ko Waqt Khud Mere Liye Rasta Le Kar Aega...