Teri Yaadein Kaanch K Tukray
Teri Yaadein Kaanch K Tukray Mera Ishq Nangay Paun...
Teri Yaadein Kaanch K Tukray Mera Ishq Nangay Paun...
Safar Main Kese Mohabbat Se Sath Rehte Hain Sabaq Ye Mene Parindon Ki Daar Se Seekha...
Wo Nigahen Faqat Nigahen Nahi Un Main Hayaat Hai Sahab...
Hum Ne Kab Ki Hai Tere Ishq Ki Shiddat Me Kami Hijr Bhi Sub Se Bara Hum Ne Chuna Hai Tera...
Kam Itna Sa Mukammal Nahi Hone Pata Wo Kabhi Aankh Se Ojhal Nahi Hone Pata...
Wo Jo Guzre The Tere Sath Kabhi Wohi Lamhe Meri Hayat Hain...
Na Dabi Dabi Si Mohabbaten Na Dhaki Chupi Ab Adawaten Na Dikhawy Ki Ab Muskurahaten Na Rog-E-Jaan, Ye Qabahaten Main Thak Gaya Hun Jhoot Se ...
Simat Gaya Mera Pyaar Chand Lafzon Main Jab Usne Kaha Mohabbat To Hai Magr Tum Se Nahi... Submitted By: Khan Zahid
Ishq Karna Hai To Phir Chak-E-Girebaan Kar Le Hosh Walon Se Kaha Raqs-E-Junoo Hota Hai...
Taroon Se Puch Lo Meri Rudad-E-Zindagi Raton Ko Jagti Hun Tumhare Khayal Me...
Nigahon Me Abhi Tak Koi Dusra Chehra Nahi Aya Bharosa He Kuch Aesa Tha Tumhare Loat Aney Ka...
Sans Lene Se Sans Dena Tak Jitne Lamhe Hain Sab Tumhare Hain...
Lash Parwany Ki Samne Se Hata De Koi Shamma Masoom Hai Badnam Hui Jati Hai...
Anjaam Ki Parwah Hai To Rabte Chor Do Hum Se Humare Khoon Me Zid Hai Or Zid Me Jaan Bhi Jati Hai...
Mujh Ko Manzoor Hai Galiyon Me Tamasha Hona Shart Ye Hai K Galiyan Mere Dildaar Ki Hon... Submitted By: Sheri Ahmed
Tumse Acha Nahi Laga Hum Ko Rat Humne Bhi Chand Dekha Tha...
Dil Me Reh Kar Dil Dukhati Ho Apna Muqam Dekho Or Apne Kam Dekho...
Mohabbat Izat Hai Kherat Nahi Naseeb Se Milti Hai Oqat Se Nahi...
Chhura Kar Hath Narmi Se Yehi Kehti Hai Rozana Abhi Tak Ghair-Mehram Hun Tumhari Kuch Nahi Lagti...
Kuch Lafz Mujhe Udhaar Chahiyen Husn-E-Yaar Pe Ghazal Kehni Hai... Submitted By: Paaris Sohail